LRC歌词


[ar:Rahat Fateh Ali Khan]
[ti:Zaroori Tha]
[by:]
[al:]
[sign:]
[qq:]
[total:0]
[offset:0]
[00:00.43]Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan
[00:00.67]Written by:Sahir Ali Bagga/Khalil ur Rehman
[00:02.32]Lafj kitne hi tere pairon se lipte honge
[00:18.83]Tune jab aakhiri khat mera jalayaa hoga
[00:30.90]Tune jab phool kitaabon se nikale honge
[00:45.78]Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga
[01:16.98]Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
[01:25.35]Mohabbat bhi zaroori thi bichadna bhi zaroori tha
[01:33.79]Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte
[01:42.07]Magar phir arzoo on ka bikharna bhi zaroori tha
[01:50.64]Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
[02:24.25]Batao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha
[02:32.65]Churayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha
[02:41.11]Woh jab kehte the mera naam tum tasbeeh mein padhte ho
[02:49.44]Mohabbat ki namazo ko qaza karne se darte ho
[02:58.01]Magar ab yaad aata hai woh baatein thi mehez baatein
[03:06.41]Kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha
[03:14.81]Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
[04:13.72]Wahin hai sooratein apni wahin main hoon wahin tum ho
[04:22.10]Magar khoya huya hoon main magar tum bhi kahin gum ho
[04:30.46]Mohabbat mein daga ki thi jo kaafir the so kaafir hain
[04:38.95]Mili hai manzilein phir bhi musaafir the musaafir hain
[04:47.47]Tere dil ke nikaale hum kahaan bhatke kahaan pahunche
[04:55.80]Magar bhatke toh yaad aaya bhatakna bhi zaroori tha
[05:04.29]Mohabbat bhi zaroori thi bichadna bhi zaroori tha
[05:12.67]Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte
[05:21.05]Magar phir arzoo on ka bikharna bhi zaroori tha
[05:29.66]Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha

文本歌词


Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan
Written by:Sahir Ali Bagga/Khalil ur Rehman
Lafj kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat mera jalayaa hoga
Tune jab phool kitaabon se nikale honge
Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte
Magar phir arzoo on ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Batao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha
Churayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha
Woh jab kehte the mera naam tum tasbeeh mein padhte ho
Mohabbat ki namazo ko qaza karne se darte ho
Magar ab yaad aata hai woh baatein thi mehez baatein
Kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
Wahin hai sooratein apni wahin main hoon wahin tum ho
Magar khoya huya hoon main magar tum bhi kahin gum ho
Mohabbat mein daga ki thi jo kaafir the so kaafir hain
Mili hai manzilein phir bhi musaafir the musaafir hain
Tere dil ke nikaale hum kahaan bhatke kahaan pahunche
Magar bhatke toh yaad aaya bhatakna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi bichadna bhi zaroori tha
Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte
Magar phir arzoo on ka bikharna bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha

声明:本站不存储任何音频数据,站内歌曲来自搜索引擎,如有侵犯版权请及时联系我们,我们将在第一时间处理!